Us se milna hi nahi dil mein
Us se milna hi nahi dil mein tahaya kar lain
Wo khud aye to boht sard ravaya kar lainAik hi bar ye ghar rakh ho jaan to chhoote
Ag kam hai to hawa aur muhaya kar lainKya zamanat ke wo chand utar aye ga
Taar e mzgaan ko agr aqad e surayya kar lainSaans ukhr jata hai waqat ki hum kalami main
Jee main ata hai ke hum paon ko pahaya kar lainKoi puche ke zuban kia hai teri to Parveen
Waqt aysa hai k behtr hai k taqeea kar lain#Parveen Shakir