Saghar Siddiqui Sad Poetry in Urdu
Aye taghayar e zamana ye ajeeb dil lagi hai
Na waqar e dost hai na maza e dushmani haiMere sath tum bhi chalna mere sath tum bhi ana
Zara gham k raston mein bari teiz tairagi haiYe mushahida nahi hai mere dard ki sada hai
Mere dagh e dil loute hain teri bazm jab saji haiGham e zindagi kahan hain abhi wehshaton se fursat
Tere naz utha hi le gaya abhi zindagi paari haiJisa apna yar kehna usay chorna bhanwar mein
Ye hadees E dilbaran hai ye kamal e Dil bari haiWo guzar gia hai Saghar koi gafla chamana se
Kahein aag jal rahi hai kahein raakh so gai hai