Kya zamana tha ke hum roz mila karta thay
Kya zamana tha ke hum roz mila karta thay
Raat bhar chaand ke hamrah phira karta thay
Jahan tanhaiyan sir phore ke so jati hain
Un makanon mein ajab log raha karta thay
Kar diya aaj zamane ne inhen bhi majboor
Kabhi yeh log marey dukh ki dawa karte thay
Dekh kar jo hamein chup chaap guzar jata hai
Kabhi is shakhs ko hum pyar karte thay
Atfaqat zamana bhi ajab hain Nasir
Aj woh dekh rahay hain jo suna karte thay
Poet : Nasir Kazmi
Full Ghazal Click Here