Famous Ghazals in Urdu
Hur ke sath hi sooraj ka hmrkab sun hwa
Jo apne se nikla woh kamyaab sun huwa
Main jaagta raha ik khawab dekh bar shu huwa
Phir k bad mara jagna bhi khawab su huwa
Main zindagi ke har ik marhalay se guzra hon
Kabhi main khaar bana aur kabhi ghalaab sun hwa
Samndron ka safar bhi to dasht aisa tha
Jisay jazeera samjta thay ik saraab sun huwa
Wo puchta tha ke aakhir hamara rishta kya
Sawal is ka marey wastay jawab sun huwa
Hamari aankh maim dono hi doob jatay hain
Wo aftab sun hwa ya ke mahtab sun hwa
Nahi apna ap hai baqi nahi saad yeh duniya
Yeh aagahi ka safar to mujhe azaab sun huwa
Poet : Saad Allah Shah