Dil Dharakne ka Sabab Lyrics
Dil dharakne ka sabab yaad aaya
Wo teri yaad thi ab yaad aayaAj mushkil tha sambhalna ae dost
Tu musibat main ajab yaad aayaDin guzara tha badi mushkil se
Phir teri vaada E shab yaad aayaTera bhula howa paiman E vafa
Mar rahengi agr ab yaad aayaPhir kia log nazar se guzre
Phir koi shahr E tarah yaad aayeHar E dil ham bhi sunate lekin
Jab wo rukhsat howa tab yaad aayaBaith kar saya E gul mein Nasir
Ham boht ro e wo jab yaad aaya