Chand Jalta Raha | Best Poetry in Urdu | Wasi Shah

Chand Jalta Raha

Chand Jalta Raha

Meri ankho mein anso pighalta raha chand jalta raha
Teri yaado ka sooraj nikalta raha chand jalta raha

Koi bister peh shaabnam lapaite huye khwab dekhta raha
Koi yaado mein karwat badalta raha chand jalta raha

Meri ankho mein sab saatein jaagti hain abhi
Neher peh tu main sath chalta raha chand jalta raha

Main tou jaanta hou jis shab tum mujhay chhor kar gaye
Aasman se shoula nikalta raha chand jalta raha

Raat ayi tou kiya tamashe huye tumhe maloom hai
Teri yaado ko sooraj ubalta raha chand jalta raha

Raat bhar meri palko ki dehleez par khwab girtay rahe
Dil tarratpt raha haath malta raha chand jalta raha

Yeh december keh jis mein kari dhoop bhi lagni lage
Tum nahi tou december sulagta raha chand jalta raha

Aj bhi woh taqadas bhari raat mekki huyi hay Wasi
Mein kisi mein mujh mein dhalta raha chand jalta rah
a

Peotry by Wasi Shah

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *