Hum musafir yunhi masroo-e-safar Jayenge | Faiz Ahmed Faiz

hum musafir yunhi masroof-e-safar jayenge

Hum musafir yunhi masroo-e-safar Jayenge

Hum musafir yunhi masroo-e-safar Jayenge
Be Nishaa ho gaya jab shehar to ghar jayen ga

Kis qader ho ga yahan mohar o wafa ka maatam
Hum teri yaad se jis roz utar jayen ge

Johri band kiye jatey hain bazar sukhan
Hum kisay baichnay almaas o ghor jayen ga

Nemat zeist ka yeh karzz chuke ga kaisay
Laakh ghabra ke yeh rahen mar jayen ga

Shayad apna bhi koi beet haddy khwan ban kar
Sath jaye ga marey yaar jidhar ga

Faiz atay rah ishq mein jo sakht maqam
Anay walon se kahon hum to guzar jayen ga

Poet : Faiz Ahmed Faiz

Full Ghazal